mein maili tan mailaa mera
kirpa karo Sarkaar
ik nazar-e-karam Sarkaar
sar pe uthi paap ki gathri
aayi hoon tumre dwaar
ik nazar-e-karam Sarkaar
mere keewaya beech baavar mein
kashtee doob na jaaye
mein tera hoon, tu meri khabar le
kon lagaaye paar
nazar-e-karam Sarkaar
kuch to meri aas baandha do
tan man hai bechaan
rothe rothe raatiyaan bhi thi
kab hoga deedaar
This kalam is part of the Nizami Qawwali repertoire.
Learn more about the group →